Address
Factory-B-19, additional Midc, Yavatmal, Maharashtra, India

Work Hours
Monday to Saturday: 10 AM - 5 PM
Sunday: Closed

KHADNOL+LIVCON CAPSULE

(21 customer reviews)

440.00

4999985 in stock

Khadnol+livcon cap are Research & manufactured by M/s Ujwala  ayurvedashram, The  award winning manufacturer.Ujwala ayurvedashram has got 1st prize as BEST ENTER PRENUR OF MAHARASHTRA FOR 2018.
Khadnol+Livcon cap & Khadnol  syrup help to dissolved  any size of kidney & gall bladder stone .This combination help to crushed the stone & tiny particle comes out through urine.The course depend on size of stone.

Features & Details:-

✅Help to Dissolves any size of kidney & gall bladder stone.

✅Improve urine output & renal function .

✅Help to maintain normal urinary pH balance & alleviate burning sensation during passing of urine.

✅Help to Control presence of excessive uric acid.

✅It reduces inflammation & pain of urinary tract, kidney infection.

✅This combination boost the physiological & structural health of urinary system.

✅This combination keep up the contraction- flexion & peristaltic rhythms of kidney & ureter.

Schedule of Doses:-

  • LIVCON capsule – One has to take one capsule each time 15-20min before meal three times a day.
  • KHADNOL capsule – One has to take one capsule each time 15-20min before meal three times a day.

21 reviews for KHADNOL+LIVCON CAPSULE

  1. Maya deshpande

    Muje karib 2 sal se urine rukh rukh ke aane ka problem tha main bahot pareshan thi kabhi kabhi to mere kapade bhi gile ho jate the ghar me mere chote bhai bahan hai unke samane bahot embarrass hota tha fir ek din kisine mujhe khadnol+livcon capsule with Khadnol syrup ke bare me bataya maine Amazon se order kiya 15 day’s me mujhe kafi relief mila Maine 3 months tak continue use kiya tha abhi band karke 2 months huye hai abhi koi problem nahi hai ye ujwala Ayurvedashram ka product hai mai unki shukragujar hu ki unhone mujhe acche se guide kiya

  2. ayeshak2320

    Meri pitta ki thaili me pathari thi, waise to dr ne operation bola tha lekin muze nahi karna tha, chacha ko bhi same problem tha unhone operation karke thaili nikalwai thi lekin bad me unki tabiyat kabhi bhi thik nahi rahti hai, maine Khadnol+livcon capsule and khadnol syrup 6 mahine liya ab mere ko koi pathari nahi hai sab pighal gaye, ap bhi mangwalo bohat acha hai.

  3. karansingh458888

    Mere kidney maine 2 stone the 4mm aur 13mm maine bohat doctor ky pass chakr Kate sb doctors ny mujhe Sirf operation ki salah di Phir maine kisi se khadanol + livcon capsule 💊 aur khadanol syrup iske baare maine suna aur maine ye bina time gavaye order kiya aur ise 3 month continue kiya ab Mere pure stone khatm hogye ye medicine ayurvadic hai bohat achi hai.

  4. sidharthshukla214

    Pathari ki shikayat mujhe bohat salo se hai 2 baar operation bhi kiya ab ki baar maine khadnol+livcon capsule 💊 aur khadanol syrup 3 mahine liya to meri Pathari pighal gyi, thanks to khadanol+livcon capsule and also thanks ujwala Ayurvedashram.

  5. channakeshava

    I am sugar patient age 49 years, In my gallbladder there are 02 stones, { 2mm & 5mm } can i take ayuverdic medicine please let me know , i don’t have any pain

  6. bhargavvishal

    Pichale 2se 3 mhine se kmar ke upar ke said me dard hota ta to doctor ki slase maine sonography krvai to 9,12, aur 18 mm stone btaya maine ye bat apne dosto se btaya to mere ak dostne mujhe khadnol+‌Livcon aur khadnol sayrp ke bare me btaya to maine order krdi medicine ke upar jo c.c.n pe fon lgaya aur unse dojes puch liya unone 5 se 6 mhine lene ko bola 6 mhine ke bad sonography krvai to mere stone sbhi pighl ke nikl chuke the kidney stone ke liye bhot hi achhi medicine hai ayurvedic hai koi side effects nhi hua

  7. nargijkhan8

    Mere kidney me 7 aur 14 mm ke stone the to mayne Khadnol + Livcon capsule and Khadnol syrup use kiya 4 mahine use kiya ab mere stone puri taraf pigal gaye kidini stone ke liye mere hisabse best medicine he ye

  8. rahulsonvane2919

    Mujhe kidney stone tha 4 mahine phale bhot si medicine lekin thik nhi huaa fir mere bos ne mujhe khadnol Livcon capsule aur khadnol sayrp ke bare me btaya unko bhi stone the to unone yise mangvaneko kha maine mangvaliya aaj 4 mhine ho gye ab koi problem nahi ayurvedic hai ab koi pareshani nahi bilkul thik hu ,stone bhi nahi hai 🙏🙏🙏

  9. sumanshrivastan8290

    Mai apne kidney stone ki vajh se bhot preshan thi jb bhi dard hota ta bardasht nahi kr pati fir 1 din you tube pe maine bahot coment dekhe khadnol Livcon capsule aur khadnol sayrp ke bare me to maine mangvaliya medicine ke upar ke number pe fon kra aur dojes puch liya aaj 5 mhine ho gye hai sonography krvai to kuch nahi nikala dard 10 se 12 din me ruk gaya tha ayurvedic hai koi side effects nhi 6,10 aur 14mm ka stone the

  10. avinashmehara979

    5,7 aur 9 mm ki mujhe pathari thi 7mm ka stone to peshab ki nali maine fasa tha peshab bhi ruk ruk kr ho rahi thi aur peshab ki jagah dard aur jaln bhi bohat thi dr ny mujhe operation ky liye bola tha mujhe operation karna hi nahi tha maine phir khadnol+livcon capsule aur khdnol syrp mangwaya se,15 din me hi peshab bhi khul gaya aur dard bhi nahi raha, maine 3 mahine liya, sari pathari gal gayi ab sab normal hai thanx to ujwala ayurvedashram.

  11. swaradeshmukh603

    Meri pathari pighal gayi Khadnol+livcon capsule aur khadnol syrup se ,4 mahine liya, 7 aur 14 mm ki thi, ap bhi try karna koi operation mat karna

  12. sandeep106h

    Mere pitta ki thaili me na jane kabse pathari thi, mai do tin sal se pareshan tha gas,acidity, khatti dakar,pet ka bhari pan, fir maine Khadnol+livcon capsule and khadnol syrup suru kiya, ak mahine me kafi relief mila aur 6 mahine me pthar bhi pighal gaye, ji aapka bohat bohat shukriya sir

  13. joyap6556

    Mere dono kidney me stone the, right side me 7 mm our 8 mm ka stone tha our left side me bhi 11 mm ka our 14mm ka stone tha,dr. Ke pass gye to unhone opretion karne ko bola lekin mera bachha bhut chota tha,pr muze bahut dard bhi hota tha,mai kya kru kuch smj nhi aa rha tha, opretion nhi krna chahti thi fir maine you tube pe Kisi ka video dekha khadnol+ livcon capsule and khadnol syrup ka to turant se oder kr diya 4 se 5 din me hi aaram mila,4 month liye fir sonography kiya to mere pure stone pighl gye ye khadnol syrup and khadnol livcon capsule aayurvedik hai koi side effects nhi hai best hai thank you so much sir

  14. Nitika

    Mujhe 18 mm ka gallstone h kya mein ye dawai le skti hoon. Please guys sahi se suggestions dena.kyuki dr ne mujhe operation bola h pr mujhe ni krwana

  15. ia8963377

    Mere left kidney me 5mm aur 6mm do stone the aur right kidney main 9mm 2mm aur 14mm ky stone the pet bhi dard aur pith dard bhi hota tha maine doctor ky pass toh bohat gya or koi fayda nahi hua kayi alalg alalg upay bhi kiye kuch asar hi nahi hota tha doctor ny sidha bola tha operation krwa lo maine umeed hi chor di thi tabhi mujhe khadnol+livcon capsule and khadnol syarp ky baare me pata chala to use kiya isse kuch dino me dard khatm hogya aur 4 mahine baad customer care number pe jesi baat hue thi uske mutabik maine sonography krke check kiya mai ab bilkul thik hogya sare stone dissolved hogye the

  16. Malishka

    𝙼𝚎𝚛𝚎 𝚐𝚊𝚕𝚕𝚋𝚕𝚊𝚍𝚎𝚛 𝚖𝚎18 𝚖𝚖 𝚔𝚊 𝚜𝚝𝚘𝚗𝚎 𝚝𝚑𝚊 𝚊𝚞𝚛 𝚎𝚔 𝚔𝚒𝚍𝚗𝚎𝚢 𝚖𝚎 𝚝𝚑𝚊8.6 𝚖𝚖 𝚔𝚊,𝚋𝚘𝚑𝚘𝚝 𝚙𝚊𝚒𝚗 𝚑𝚘𝚝𝚊 𝚝𝚑𝚊,𝚜𝚖𝚣 𝚗𝚑𝚒 𝚊𝚛𝚊 𝚝𝚑𝚊 𝚔𝚢𝚊 𝚔𝚛𝚞,𝚑𝚞𝚜𝚋𝚎𝚗𝚍 𝚘𝚙𝚎𝚛𝚝𝚒𝚘𝚗 𝚔 𝚕𝚒𝚢𝚎 𝚗𝚑𝚒 𝚋𝚘𝚕𝚎 𝚝𝚑𝚎 𝚞𝚗𝚑𝚘𝚗𝚎 𝚋𝚘𝚑𝚘𝚝 𝚝𝚛𝚎𝚊𝚝𝚖𝚎𝚗𝚝𝚜 𝚔𝚛𝚟𝚊𝚢𝚒 𝚖𝚎𝚛𝚒 𝚙𝚛 𝚔𝚊𝚑𝚒 𝚊𝚛𝚊𝚖 𝚗𝚑𝚒 𝚖𝚒𝚕𝚊,𝚏𝚒𝚛 ye 𝚊𝚢𝚞𝚛𝚟𝚎𝚍𝚒𝚌 𝚔𝚑𝚊𝚍𝚗𝚘𝚕 𝚕𝚒𝚟𝚌𝚘𝚗 𝚌𝚊𝚙𝚜𝚞𝚕𝚎 𝚊𝚗𝚍 𝚔𝚑𝚊𝚍𝚗𝚘𝚕 𝚜𝚢𝚛𝚞𝚙 𝚔 𝚋𝚊𝚛𝚎 𝚖𝚎 𝚒𝚗𝚏𝚘𝚛𝚖𝚊𝚝𝚒𝚘𝚗 𝚖𝚒𝚕𝚒 𝚝𝚘 𝚖𝚊𝚒𝚗𝚎 𝚋𝚑𝚒 𝚜𝚘𝚌𝚑𝚒 𝚝𝚛𝚢 𝚔𝚛𝚔𝚎 𝚍𝚎𝚔𝚑𝚞,𝚊𝚖𝚊𝚣𝚘𝚗𝚎 𝚜𝚎 𝚘𝚛𝚍𝚎𝚛 𝚔𝚛 𝚕𝚒 𝚘𝚞𝚛 𝚞𝚜𝚎 𝚔𝚒 𝚍𝚘𝚌𝚝𝚘𝚛 𝚔𝚒 𝚜𝚊𝚕𝚊𝚑 𝚜𝚎 𝚝𝚘 𝚒𝚜𝚜𝚎 𝚙𝚊𝚒𝚗 𝚝𝚘 𝚓𝚊𝚕𝚍𝚒 𝚑𝚒 𝚝h𝚒𝚔 𝚑𝚘𝚐𝚢𝚊 𝚘𝚛 𝚋𝚒𝚗𝚊 𝚝𝚊𝚔𝚕𝚒𝚏 𝚔 𝚔𝚒𝚍𝚗𝚎𝚢 𝚖𝚎 𝚔𝚊 𝚜𝚝𝚘𝚗𝚎 3 𝚖𝚘𝚗𝚝𝚑 𝚖𝚎 𝚗𝚒𝚔𝚕 𝚐𝚢𝚊 𝚊𝚞𝚛 𝚐𝚊𝚕𝚕𝚋𝚕𝚊𝚍𝚎𝚛 𝚖𝚎 𝚔𝚊 𝚜𝚝𝚘𝚗𝚎 𝚔𝚛𝚒𝚋 8 𝚖𝚘𝚗𝚝𝚑 𝚖𝚎 𝚙𝚒𝚐𝚑𝚊𝚕 𝚐𝚊𝚢𝚊 𝚐𝚢𝚊 𝚗𝚘𝚠 𝚒𝚖 𝚊𝚋𝚜𝚘𝚕𝚞𝚝𝚎𝚕𝚢 𝚏𝚒𝚗𝚎😊

  17. Shobit ranade

    Mere pitt ki thaili me stone tha 12 mm ka bahot taklif thi muze sir dard rehta tha hamesha rat rat bhar so nahi pata tha, jabse maine ayurvedic khadnol + livcon capsule and khadnol syrup liya lagbhag 15 din me mera sir dard khatm hogya aur 7 se 8 month me pura stone nikal gaya bahot Asardar hai ye Dawai….

  18. Narayani raut

    Meri 15 saal ki beti ke liye khadnol+livcon capsule and khadnol syrup ye medicine faydemand raha hai, aur ayurvedic hai,achha huaa maine meri beti ka operation nhi karvaya…Best dawa hai.

  19. Ranjit kumar tamang

    Eie Jo feedback bhej rahi he ….sach me true he kiya muje lagta nhi koi itna details me bataygi

    • manas ukey

      Everything you see is 100% true and no fraud has been made.

  20. Natasha jaykar

    Mujhe gall bladder me 2 stone the 7mm & 13 mm ke bahut pereshan thi me bahut jyada dard saha hai maine 1 month Tak hospital me dikhaya akhri option tha operation he bole mujhe mujhe, nhi krna tha operation paise bhi Jyada lag rahe the maine YouTube PE video dekha KHADNOL LIVCON CAPSULE & KHADNOL SYRUP Ka kya khana sabh kuch bataya vo video me ye medicine se mujhe fayda mila, Ayurvedic hai 5 month me Mera stone 🪨 pighal gaya abhi me thik hu aur dard bhi nahi hota mujhe abhi ..🙏 Thanks Dactor apke dawai se me bahut achi Zindagi ji rahi hu..

  21. Saba

    Mujhe back pain hai stone hai mere bhi kidney me dono…kya me ye medicine le sakti hun kya ye sach me kaam krti hai

Add a review

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You may also like…